Raja Bazar Online Store par aap ki tasalli hamari pehli tarjeeh hai. Agar aap apni khareedari se mutmain nahi hain, toh aap darj zail sharait ke tehat saman wapas ya tabdeel karwa sakte hain:
1. Wapasi Ki Muddat Aap saman mool hone ke 7 din ke andar return ya exchange ki darkhwast de sakte hain.
2. Return Ki Sharait * Product ka ghair istemaal shudah aur asal haalat mein hona zaroori hai.
3. Non-Returnable Ashya Zaati istemaal ki ashya (maslan beauty products, undergarments waghairah) aur sale mein khareeda gaya saman wapas nahi hoga.
4. Ghalat Ya Kharab Product Milne Par Agar hamari ghalti se ghalat ya kharab product mool ho, toh 24 se 48 ghante ke andar tasweer ya video ke sath rabta karein. Hum baghair kisi idhafi charges ke product tabdeel kar ke dein ge.
5. Delivery Charges Aur Tax (GST) * Aam Return Par: Tamam delivery charges aur GST tax khareedat ko ada karne hon ge.
6. Refund Ka Tarika Kar Saman ki jaanch ke baad 5 se 7 dinon mein raqam bank account ya e-wallet (Easypaisa / JazzCash) mein muntaqil kar di jaye gi.
Hum Se Rabta Karein: *
Email: Rajabazarmarket@gmail.com
Phone / WhatsApp: +92 310 5144649